UPTET-COUNSELLING KE LIYE NIRDESH
1-pahle upbasiceduboard.gov.in par jakar apni ranking report us janpad hetu prapat kare.
2.us janpad me nirdharit date aur samay par upasthit hona sunischit kare
3.counselling/janch me pratibhag matra se chayan/niyukti hetu koi dawa swikar nahi kiya jayenga.
4.pratibhagi nimn pramanpatro ke sath upasthita hona sunischit kare
(b)bank me jama sulk ki rashid/chalan prati
(c)e-awedan form ka print out
(d)samast saichhik praman ki mool copy,jati,niwas,vises arasan
samandhit praman patra ki mool copy jinse aapke dwara form me bhare gaye
suchana ki pusti ho sake.
(e)samasat pramanpatro ke 2 set photo copy
(f) 2 passport size colour photo
(g)10 rupaye ke non judiciary stamp par nirdharit praroop me notri dwara pramanit sapath patra
(h)e awedan me diye gaye apne pahachan ki mool copy
(i) 2 bina ticket laga address likha huaa lifafa
No comments:
Post a Comment